Wednesday, October 21, 2009

KARTOOS

Jivan aur mout ke bich ek saral rekha ka antar hota hai.Kuch log iss saral rekha ko mitane ke liye kartoos ka upyog karte hai, aur mout ko anjam dete hai.
Ham apne jivan me KARTOOS se bahut sari shikshaaye le sakte hai.Kartoos ko gun se chodne par vo apni manjil khud talash karta hai ,ussi tarah hame bhi apni manjil ko talash kar uss tak pahuchana chahiye.Anayatha hamara jivan vayarth hai.
Jisprakar kartoos mai urja hoti hai aur vah apni iis urja ka upyog ek nishchit target tak pahuchane me karta hai.Usitarah jivan ko bojhil na samajh kar urja-van tarah se jiye.
Kartoos apne karya ke duran apne ass-pass ke vatavaran ko joshila bana deta hai. Thik usitarah hame apne karya ko utsahapurvak karna chahiye.Aur urajamaya banana chahiye.
Ek bar kartoos ko galat disha mil jaane par vah apni mahatvapoorna kho deta hai,Usiprakar jivan ko galat disha dene se vo bhi dishavihin ho jata hai to dhyan rakhe ki hanare jivan ki dor galat hatho me na ho.
Aanat me koi bhi kartoos khali nahi hota hai to usiprakar ham apne iss anmol jivan ko khali na rahANE NA DE.

2 comments:

ravindra vyas said...

आपको इस दुनिया में देखकर पढ़कर सुखद अनुभूति हो रही है। ब्लॉग की दुनिया एक निराली दुनिया है और आपको यहां अपने को अभिव्यक्त कर आनंद मिलेगा। मैं आपको शुभकामनाएं देता हूं कि आप यहां नियमित बने रहेंगे और अपने मन के भावों को सुंदर शब्दों से अभिव्यक्त करते रहेंगे। बधाई।

ravindra vyas said...

आपको इस दुनिया में देखकर-पढ़कर सुखद अनुभूति हो रही है। मै आशा करता हूं और आपको शुभकामनाएं देता हूं कि आप यहां पर अपने को नियमित रूप से मन को अंतरतम भावों और विचारों को सुंदर शब्दों में व्यक्त करते रहेंगे।
शुभकामनाएं और बधाई।